Thursday, December 27, 2007

Ek Pyaar k Mujrim say

Ek Pyaar k Mujrim say ulfat bhi karayn to kaisay karayn
jisay toot kar chaha us say nafrat bi karayn to kaisay karayn
jo pyaar hamay karta tha ushi nay hamay dubaya hai
hum nay kya pyaar main socha tha or kya paaya hai

No comments: